How to use double app in one mobile - Earn Health Tech

इस ब्लॉग में आपको earning app, technology,health,news,jobs की जानकारी मिलेगी. आपको online earning apps की जानकारी दी जाएगी, technology के बारे में बताया जाएगा। Health से संबंधित जानकारी बताइए जाएंगी।

Wednesday, 13 November 2019

How to use double app in one mobile

How to use double app in one mobile in one mobile

Dosto agar aap bhi apne mobile me double app use karna chahte hai to aap is post ko pura padhe mai aapko is post me bataunga ki kaise aap ek mobile me ek hi app ko double use kar sakte hai.
Dosto apne bahot se aise logon ko dekha hoga jo apne ek hi mobile me double whatsapp, Paytm use karte hai.
Agar aap bhi Paytm use karte aur aur baar baar login nahi karna chahte ya double whatapp chalana chate hai to mai aapko ek aisa app batane jaa raha hoon jiska use karke aap apne apps ko double kar sakte hai.


Parallel Space

Jis app ke baare me mai batane ja raha hoon uska naam hai parallel space apne sayad iska naam suna hoga parallel space 
Aap iska use kar ke apne apps ko double kar sakte hai. Parallel Space aapko ek hi device me double app use karta hai.

How to make double app in one mobile
Parallel Space


Parallel Space ke faayada


Agar aap double sim use karte hai aur dono number whatsapp use karna chahte ya double Paytm use karte hai aise aapko baar baar apne Paytm ko log in aur log out kar padata par aap Parallel Space ka use karke apne ek hi moble me 2 whatsapp aur do Paytm use kar sakte hai. Jisase aapko baar baar login ya log out nahi karna padega.
Aap ke hi mobile se do number par whatsapp use kar sakte hai 

Parallel Space ke nuksaan


Jaisa ki aap janate jis cheez se fayada hota us cheez se nuksaan bhi hota hai.
Usi prakar Parallel Space ka fayada hai to iska nuksaan bhi hai.
Agar aapka mobile kam Ram wala hai to apka mobile thoda slow ho jata hai.
Par yah kabhi kabhi hota hai. Agar aapka Ram 3 gb hai to aapka mobile normal chalega.

Apne app ko double kaise kare 


Sabse pahale apke mobile me Parallel Space hona chahiye nahi hai to aapko playstore se download kar lena hai.
Uske baad aap jis app ko double karna chahte hai use select kare use baad Parallel Space use double kar dega fir aap double app use kar sakte hai.
Aap Parallel Space me jane ke baad hi double app ko use kar sakte hai.

No comments:

Post a Comment