How to make more money - Earn Health Tech

इस ब्लॉग में आपको earning app, technology,health,news,jobs की जानकारी मिलेगी. आपको online earning apps की जानकारी दी जाएगी, technology के बारे में बताया जाएगा। Health से संबंधित जानकारी बताइए जाएंगी।

Friday, 1 November 2019

How to make more money

How to make more money ?

Aaj is post me hum baat karenge ki kaise aap jyaada income kar sakte ghar baithe apne mobile se.
Is post me bataye gaye apps ke madhyam se aap apna pocket money to aasani se nikal sakte. Agar aapka GK strong hai to aap roj ka 500 rs jeet sakte.

1. Taskbucks

2. Earn talktime


Upar diye gaye apps ka istemaal karke aap money earn kar sakte hai.
Dono app hi Paytm cash dete hai.

How to use ?

Taskbucks ka use karne ke liye aapke pass Paytm account hona chahiye .

1. Taskbuck app me other app ko download karne ka paisa milta hai. 

2. Is app me aapse Gk se questions pichche jate hai jiska answer de kar aap Paytm cash jeet sakte hai.

3.  Refer and earn   is app ko apne friends ke sath refer karke paisa kama sakte hai.

How to make money
Taskbucks


How to install 

Taskbuck ko aap playstore se download kar sakte hai. Playstore par iska 10 million se jyada download hai.

Download karne ke baad apna mobile no. Daal kar sing up karna hoga. Uske baad aap app ko use kar sakte hai.

kids earn money

Earntalk time.   Yah app aapko mobile ka recharge deta hai aap is app ka use karke apne mobile ko recharge kar sakte hai.

1.  Aapko isme apps download karne ka paisa milta hai.

2   Refer and earn ka option milta hai.

3 isme aapko voucher milta hai.

4 shop and earn

How to make
Earntalk time

How to install 

Playstore par earntalk time search kariye 
Usme baad install karna hai phir sing up karna hai.
Ab aap app ko use kar sakte hai.

Yah app kids ke liye bahot achcha hai. Is app se kids aapne mobile ko recharge kar sakte hai. Paytm cash le sakte hai.

Upar bataye gaye dono app ka use kar ke app Paytm cash earn kar sakte hai.
Dono ka playstore par 4.2 ka rating hai.
Ye dono app kafi popular app hai.








No comments:

Post a Comment